|
mirza
Dil e nadaan tujhe hua kya hai- Dil e nadaan tujhe hua kya hai Aakhir is dard ki dawa kya hai Hum hain mushtaq aur woh bezaar hain Ya Ilahi yeh maajra kya hai Main bhi mun main zabaan rakhta hoon Kaash poocho ke madaa kya hai Jab ke tujh bin nahin koi maujood Phir yeh hungama aih Khuda kya hai Yeh pari chehra log kese hain Ghamza o aashoora o ada kya hai Sabza o gul kahan se aaye hain Abar kya cheez hai, Hawa kya hai Hum ko unse wafa ki hai ummeed Jo nahin jaante wafa kya hai Haan bhula kar tera bhala hoga Aur darwesh ki sada kya hai Jaan tum par nisaar karta hooon Main nahin jaanta dua kya hai Main ne mana ke kuch nahin Ghalib Muft haath aaye tau bura kya hai
Popular topics today: dean hrbacek, allan melvin, sania mirza, cloverfield ending, tipsarevic, pangolins, philadelphia home show, the running man, walter buczynski, rendition, buynowbe
|